हलवाई जैसी हींग सेव नमकीन बीना सोडा डाले इस तरीके से बनाओ खस्ता नमकीन log लाइन me लगेंगे खाने को
sabhi ko namskar
aaj hum apko is video me indori hing sev recipe batane wale hai video ko pura dekhe bahut jaruri hai
kisi bhi namakeen ko banane ke liye kuch na kuch secret jarur hota hai or har koi batata nhi hai is liye apse hum aaj wo baat शेयर karenge taki apko samajh aaye
hing sev ke liye sabse pahale hing ka Pani banakar Lena hai baki ke masale bhi sahi vajan se le sabhi masalo ko besan me milaye or garam tel bhi besan me add kare thoda thoda Pani milakar soft aata gunth kar le last me hing wala Pani add kare or besan ke aate ko 5 minat Tak or gunth kar le aata ko ache se halka safed colour aane Tak gunthe
kadai me tel ko madhyam aanch par garam kare or besan ko jare par lekar sev banaye jaisa video me bataya hai thik ushi tarike se ।
ingredients
🔸1 kg gram flour
🔸200 ml hot oil
🔸30 grm salt
🔸8 grm Asafoetida
🔸12 grm black pepper
🔸5 grm carme
🔸15 grm longi mirchi
🔸400 ml water
#sevrecipe
#namakeen
#bikaji
#bikaneribhujia
#bhujiarecipe
#bhujia
#punjabitadaka
#lemonsev
#cooking
#wemakefood
namkeen recipe
besan sev
Hing sev recipe
besan sev recipe
homemade sev recipe
sev recipe in hindi
bhujia recipe
bikaneri bhujia
बीकाजी नमकीन कैसे बनाते हैं
crispy sev recipe
nylon sev recipe
sev recipe without sev maker
aloo bhujia
Bikaneri bhujia recipe
Indori sev recipe
sev recipe for chaat
sev recipe gujarati
sev recipe for chat
besan sev recipe in hindi
besan sev recipe in gujarati
how to make besan sev
Gujarati gathiya recipe