MENU

Fun & Interesting

[147] Dungarpur (डूंगरपुर) Rajasthan | Complete Tour

Shubh Journey 915,168 6 years ago
Video Not Working? Fix It Now

Bharat ka sabse Khubsurat shaharo main se ek Dungarpur Shahar bahut hi Khubsurat hai Shubh journey YouTube channel par aap ye video dekh rahe hain please subscribe Shubh journey YouTube channel doston Dungarpur pahunchne ke baad mein pahle Ham Bhuvneshwar Mahadev Mandir gaye the uske baad mein is video mein aap Dekhenge complete Dungarpur Shahar aur Dungarpur Shahar ke andar dekhne ke liye kya kya hai kaun kaun si jagah hai aur 4th Raat Ko Hum kahan par Ruke. Dungarpur ko Pahadon ki nagri bhi Kaha jata hai yani ki Hill City bhi Kaha jata hai. Dungarpur ke andar Humne Dekha Fatehgarhi 1 Unchi Pahadi, Pahadi ke upar Hanuman ji ka mandir Bana hua hai aur Bharat Mata ka mandir Bana Hua Hai Yahan Par Udaipur Ki Sabse Badi Jheel gape Sagar Dikhai deti hai aur pura pura Dungarpur Shahar bhi Dikhai Deta Hai Uske bad Mein Hum yahan se Gaye Badal Mahal joki gap Sagar Ke bich Bana hua hai aur Badal Mahal ke andar Museum Mein Khub sari Sundar Sundar kalakari Dekhi aur Dungarpur Shahar ki history historical vastuye bhi Dekhi Aas Paas ke Gramin Aanchal mein jo Yahan Par Saman hai wo Rakhwala Dekha Uske bad Mein Yahan Se Hum Gaye Rajmata Museum Jahan Par Prachin Dungarpur aur Vagad Shahar ke bare Mein Kaisa Prachin Itihas khiche Hain uske baad mein hum Yahan Par Ek Park hi bird century park wo Dekha gap Sagar Khubsurat Jheel Ke Charo Aur Chakkar Laga Kar Ke uske baad mein hum pahunche Udai Palace joki rajparivar Rahane ka Nivas Sthan hai aur Yahan Par aap Museum aur vintage car bhi dekh sakte hain yahan se Juna Mahal ki ticket Lekar Hum pahunche Juna Mahal lekin usse pahle Humne Dekha Kali Bai Ka panorama KAli bhai ek bahut hi Veer Bahadur 12 Saal Ki Ladki Thi Jisne Azadi ke Samay Yahan Par Shiksha ke Prati Krantikari Parivartan Aur badlav Ke Prati jagrukta faili Apna BaliDan dekar Juna Mahal bahut hi purana Mahal hai aur Pahadi par Vijaydurg Hai vah bhi dekha Sathi Shrinathji Ka Mandir gap Sagar Jheel ke kinare Bana hua hai aur Nana Bhai Park bhi Bana Hua Saath Mein Jo zoo bhi Dekha. dungarpur rajasthan,vagdi dungarpur video,nagar parishad dungarpur,vagd ,jay johar jay adivasi,modi ji dungarpur,dungarpur Tour travel journey blog Indian vlogger Indian youtuber Rajasthan tour tourism complete tour Traveller Indian Traveller Indian village Traveller village city clean beautiful fort station Hill Fort old Fort historical place #shubhjourney #tour #travel #vlog #vlogger #indianvlogger Shubh Journey Facebook Page - https://www.facebook.com/shubhjourneyofficial/

Comment