बसंत पंचमी व्लॉग|| हो गया सियापा|| होती है माँ सरस्वती कि आराधना|| Aarti handvlog
Hey guys welcome back to my channel
Do subscribe also
Basant panchami ka mahatva
Es din maa Saraswati ki pooja Aaradhna ki jati hai
Es din se sare manglik karya kiye jate hain
Sare naveen kaam kiye jate hain
Rituraaj Basant ritu ka aagaman aaj se hota hai or din bhi bade bade hone lagte hain
Morning evening Mai ek ghante ka fark nazar aata hai or aise hi dekhte dekhate garmi aa jati hai