Agar Peshawar Ki Ye Kabootar Market Nahi Dekhi To Khuch Nahi Dekha. Is video ma ap logo ko peshawar ki ik aise kabootar market batao ga jaha kabootar bohot sasta rate ma dastayab ha.
Ye kabootar market nistarabad road par ha.
Market ma mukhtalif kisam ka kabootar, jin ma Shirazi, lal jogia, Sia jogia aur Qasid kabootar shamil ha.
#kabootarmarket
#kabootarmarketpeshawar
#badshahishoq
follow us on :
Facebook : https://www.facebook.com/badshahishoq
Phone # [ 0310-8340072 ]