MENU

Fun & Interesting

AUR - CHEHRE - Raffey - Ahad - Usama - ft. Taimour Baig (Official Audio)

AUR 1,997,697 3 years ago
Video Not Working? Fix It Now

#Ahad #Usama #Raffey Chehre.... Written/Performed By: Usama , Ahad , Taimour Baig Produced/Mix Mastered By: Raffey Anwar Connect Uraan : https://instagram.com/aurmusic__?igshid=OGQ5ZDc2ODk2ZA%3D%3D&utm_source=qr https://www.facebook.com/uraanofficial04 Connect Raffey: Instagram: https://www.instagram.com/sayraffeeeyyy​ Facebook: https://www.facebook.com/raffey.anwar... Twitter: https://twitter.com/RaffeyAnwar2 Youtube: https://www.youtube.com/channel/UCR4H... Connect Ahad : https://www.instagram.com/ahadkhaan.__/ Connect Usama : https://www.instagram.com/_usamaalii_/ Connect: Taimour Baig: Twitter: https://twitter.com/Taimour_Baig18​​​​​​ Instagram: https://www.instagram.com/taimourrbaig​​ Facebook: https://www.facebook.com/taimourbaig168​ Youtube: https://www.youtube.com/watch?v=85LJoFYconY Lyrics : Usama Ali, Verse: Jane ka me naam loon Tu hath mera thaam le Jo ho zara tu be sukoon Mujhe araam na mile Hawao’on me mai dhoonta hun is trah se tujhko k In saasno ki umeed teri khushbon inse a mile Umeed meri aj pr hai dekha kisne kl Meetha tera lehja jese ho sabar ka phall Jo likhi mene dooriyaan wo seh raha me aj bhi Ab is adhoori dastaan pe likhi kitni shaiyrii Me khud bhatak chukka pr teri ye zidd na hili Ghum itne gehre mile jese ghum ho saahilii Or wo samjhty hain k sahyy nahi zara bhi ghum Ghumoon k saharey pr krty tujhpe shaiyrii Shehzadey apney ghr k tere darr pe roo pare hain Raaho’on mai hai kaantey nangy paa’oon Chal pare hai hain Naw poch hum ko kiya howa bss de dy hum ko tu dawa baha mt ansoo saamne khuda ka wasta tu jaa.. Usama Ali, hook: Chehre ye tere badalte hain kese Ab inke aasre pe kb tk thehrein Bahaa de mujhe aanso’on me hii Q hai nahi yaqeen k tu saath nahii… Ahad khan, verse: Manga khuda se thaw Hans kar zamane se maangu ga ro kr me Rota hn tanhaaiyon me hansata hn sbko kiya Joker me ? Dega jab thokar zamana to aansu kiya mere tum poochoge ? Meri talaash me dar badar ghoomo gay khud ko bhi Kho do ge Diye hain dhoke bhi mene pr mera bhi yeh dil toota hai Ukhra nhi rehta me tumse yeh shaks to khud se bhi rootha hai Chuta hai Tera dar jab se Me khud se mila hn mila hn me rab se AJab se hi hain haal me doobe hoa hn Tu mujhko na chair me toota hoa hn Tu ne hi saaf kiye thay yeh aansu aur tune kaha thaw ke rote nhi hain Tune kaha thaw sambhal ke yeh duniya hai rangeen , rangon me khote nhi hain Dhoondega mujh ko yahan Kon? Hai wajah yeh saaf ke khud ko hum khote Nhi hain Ro rha aaj bhi yaad me teri yeh aansu gawah hai yeh Poochay nhi hain Likhne jo baithun to girte hain aansu Sawal hai mera milega kahan tu In askho ki mehfil me bethe zakham hain Or thehra hai dard or dard ki dawa tu Likh liya haathon pe naam to tera pr qismat me likhta me kese ? Prhta thaw chehra me tera ab chehra badal chuka prhta me kese ? Usama Ali, hook: Chehre ye tere badalte hain kese Ab inke aasre pe kb tk thehrein Bahaa de mujhe aanso’on me hii Q hai nahi yaqeen k tu saath nahii… Taimour baig, verse: ye gana hai shuru se aaj tk Dekhe jo maine hain chahray ye gana hai shuru se aaj tk Maslay zindagi hai aye jo mere Aye khuda jo lye hai tujhse ma kese lautaunga Sochun ma raton mai Karta hun ma pyar ma kese bataonga Sab pareshaan ke gata hun ganay ma Ye sab apne aap ko khorahe Chehray per hasi per andar se rorahe Dil o jaan se jo wyada hain thore thou wyaday karna maine jabhi hain chore Jo bhi kehta ma soch ke kehta hun Mehfilo ma ab chup chup sa rehta hun Nashay ma dhoondoge kahan tum Jaam peeke mekhane ma bheta hun Dil mai ab abhi teri jagah hai Takaluf phir kesa mehmano mai Janaza uthe tere ghr se Hum soyam manaenge mehkano mai Sab likha hai dil se aur bol chuke Kitni kitaben hum kholchuke Jo kehna tha kehchuke Hum qalam aur gagaz hi hurmat hi bhoolchuke Qalam ka likha wa mitne na kbhe die jo dard tune hatena kabhe per ye kese dard jo die sunane ke bhi batena kabhe kese hum harenge jung Koi apne maidaan mai darena kabhi aur kitne maroge tum Amrat peene wale marena kabhe Usama Ali, hook: Chehre ye tere badalte hain kese Ab inke aasre pe kb tk thehrein Bahaa de mujhe aanso’on me hii Q hai nahi yaqeen k tu saath nahii… ....... All rights reserved 2022 - URAAN

Comment