Besaharon ka Sahara, Life Story of Tarun Mishra and his Social Work
Tarun Mishra, Bihar ke ek chhote sheher se aane wale social worker, ne apni padhai drop karke apni zindagi samaj seva ke liye dedi. Pichle 7 saalon se, woh shelter homes chala rahe hain aur logon ki madad kar rahe hain. Is video me hum Tarun ki personal life, unke struggles, aur unke inspiring kaam ke baare me baat kar rahe hain. Unhone kaise social media ko apni awaaz banaya, aur youth ke liye kya message hai, ye sab is video me dekhiye. Tarun ka kaam sirf seva nahi, ek mission hai jise dekhkar aap bhi inspire honge.
Timestamps -:
00:00 - Highlights
01:28 - Introduction
02:48 - Tarun Mishra Childhood
03:51 - Social work For Real Social Work
07:56 - Father ke jaane ke baad Life struggle?
09:26 - Kaun-2 si category pe aap work kar rahe ho?
14:03 - Bhikhari kama rahe khoob paisa?
18:26 - Kya elder peoples ko paise dene chahiye?
20:06 - Manvta ka Sabse Bura Roop?
22:10 - Tarun's Life Memory
23:27 - Social media kyun choose kiya and kyun important hai?
29:25 - Elder peoples se mile Life Lesson
30:46 - Girls safety ke liye kya karein Hum?
34:00 - kya prostituation ko legal karna chahiye?
35:39 - Koi incident jisne rula diya ho aapko?
40:14 - Tarun Mishra Saadi kab kar rahe hai?
42:44 - Indian government kaise support karti hai aapko?
47:27 - Thoughts for youths?
48:40 - Thanks for watching.
#podcast #socialwork #socialworker #socialmedia #tarunmishra
Thanks for watching. Don't forget to share this video with your friends and family.