MENU

Fun & Interesting

महिलाओं में डिप्रेशन की समस्या || Depression in females #drpraveentripathi

Dr Praveen Tripathi Psychiatry 1,474,210 lượt xem 5 years ago
Video Not Working? Fix It Now

महिलाओं में डिप्रेशन की समस्या || Depression in females #drpraveentripathi

Depression symptoms in women. Depression in females. महिलाओं में डिप्रेशन .
Depression is a common psychiatric illness and it is twice as prevalent in women as it is in men. It is important to identify depression symptoms in women as early identification of symptoms of depression in women can help in early initiation of treatment. The depression symptoms in women include sadness of mood, negative thoughts and sleep and appetite. abnormalities. Also irritability, bodyache and physical complaints may be more prevalent in females in comparison to males. There may increase in symptoms of depression before menses and these symptoms may gradually improve with the onset of periods.
The treatment of depression in women includes use of antidepressant and psychotherapy primarily in the form of cognitive behavioural therapy.

Agar aap khud se depression ko theek karne ke techniques seekhna chahte hain, to aap humare course 'depression se bahar kaise niklein' ko join kar sakte hain. Iss course mein Dr. Praveen Tripathi ne cognitive behavioural therapy (CBT) ki techniques ko use karna sikhaya hai. Inhi techniques ka istemaal depression ke patients ki counselling mein kiya jaata hai. Course ko join karne ke liye, neeche diye link ko click karein
https://courses.mindsolves.com/courses/Depression-se-bahar-kaise-aaye---Using-CBT-techniques-from-DrPraveenTripathi-6294f3b40cf2751a0309be2d?redirectToMicroFE=false

For appointments at Renowa Care, pls call 9013821178, 9999808648
Website- https://www.renowacare.com
Email- renowacare@gmail.com, tripathipraveen1986@gmail.com
Facebook page: https://www.facebook.com/DrPraveenTripathiPsy
Instagram: https://www.instagram.com/drpraveentripathipsy
Twitter: https://twitter.com/drpraveenpsy

Depression symptoms in women. Depression in females. महिलाओं में डिप्रेशन .

Depression ki bimari auraton mein kafi commonly payi jaati hai. Depression auraton mein addmiyon ki tulna mein doguna jyada hota hai. Depression ke lakshan ko pehchanana bahut zaroori hai jisse illaj samay pe shuru kiya ja sake . Depression ke lakshan hote hain mann ki udasi, kisi bhi kaam mein mann na lagna, concentration ki kharab aur neend aur bhookh ki kami. Iske alawa mahilaon mein depression ke lakshan chidchidapan aur shareer mein dard ki form mein bhi aa sakte hain. Periods ke time pe depression ke lakshan akasar badh jaate hain aur periods shur hone ke baad kam ho jaate hain. Mahilaon mein depression ka treatment antidepressants ke isteemal aur counselling karke kiya jata hai

Comment