MENU

Fun & Interesting

Dozakh Ki Haulnakiyan By Irshadul Haq Jamai

Video Not Working? Fix It Now

Moulana Irshadul Haq Jamai Ko Old Students Association Oomerabad Kurnool Branch Walon Ne Bayan Karne Ki Dawat Di. Shaik Ne Kurnool Mohalla Mein Unwan " Dozakh Ki Haulnakiyan " Par Bayan Diya. Allah Hum Sab Ko Es Bayan Se Faida Uthane Wala Banaye, Ameen Aur Shaik Ko Es Ka Bharpur Ajr Ata Kare Ameen.#Dozakh#Jahannam#Irshadul_Haq_Jamai ----------------------------------------------------------------- 00:00 - Introduction 04:38 - Jannat Mein Jaana Aur Dozakh Se Bachna Kitna Mushkil 08:32 - Jahannam Kitni Gehri Aur Chaudi Hai 10:10 - Jahannam Ki Aag Ki Kaifiyyat 12:43 - Jahannam Ko Jalane Wala Farishta Kaisa Hai 14:47 - Qayamat Ke Din Rasool (Saw) Ki Sifarish Karna 18:32 - Janannam Ki Guzarish 21:55 - Zameen Hamara Har Amal Bayan Karegi 24:06 - Nama E Aamaal Ka Milna 28:12 - Jahannam Mein Jane Wale Kya Kaheinge 31:22 - Ghalat Aadmi Se Dosti Ka Afsoos 33:47 - Ramzan Mein Maghfirat Karane Ka Chance Hai 37:26 - Sahaba Ka Dozakh Ko Yaad Karke Rona

Comment