Gajar Ki Kadhi। सर्दियों की स्पेशल गाजर की कढ़ी बनाने का सही तरीका। Gajar Ki Kadhi Recipe
#gajarkikadhi #kadikirecipe #kadhirecipe
Gajar Ki Kadhi Ingredients (गाजर की कढ़ी इंग्रीडिएंट्स)
Saamagri:
- 3-4 large gajar (carrot), peeled and grated
- 500g buttermilk
- 1/2 cup besan (gram flour)
- 1/4 teaspoon haldi powder (turmeric powder)
- 1/4 teaspoon lal mirch powder (red chili powder)
- 1/4 teaspoon dhaniya powder
- 1/4 teaspoon namak (salt)
- 2 tablespoons ghee or tel (oil)
- 1 teaspoon jeera
- 2 dry chilli
- Hing and green chilli
- Chopped fresh cilantro, for garnish (optional)
Vidhi:
1. Ek kadhai mein ghee or tel garam karein.
2. Jeera, hing, dry chilli and green chilli daalkar bhune fir usme haldi, mirchi aur dhaniya ka paste add kare aur bhune.
3. Gajar daalkar thoda pani aur namak milayein aur pakayen.
4. Besan aur chaas yani buttermilk ka ghol ready kare aur add kare gajar mein.
5. Kadhi ko pakayein 10-15min aur garam-garam parose.
6. Chopped fresh cilantro daalkar garnish karein (optional).
Your queries for:-
gajar ki kadhi, gajar ki kadhi ki recipe, gajar ki kadhi kaise banate hain, gajar ki kadhi banana, gajar ki kadhi banane ki recipe, gajar ki kadhi banana sikhayen, gajar ki kadhi kaise banti, gajar ki kadhi banana bataen, gajar ki kadhi kaise, gajar ki kadhi banaye, gajar ki kadhi mein tadka kaise lagaen, gajar ki kadhi banana bataiye, gajar ki kadhi recipe, gajar kadhi recipe, gajar wali kadhi ki recipe, kadi, kadhi recipe, gajar mein, kadi ki recipe