MENU

Fun & Interesting

Haye Haye Ali Asghar (as) | हाय हाय अली असगर | Mir Hasan Mir Nohay 2021 | New Nohay 2021

Mir Hasan Mir 2,046,828 4 years ago
Video Not Working? Fix It Now

Haye Haye Ali Asghar (as) | हाय हाय अली असगर | Mir Hasan Mir Nohay 2021 | New Nohay 2021 | Muharram 2021/1443 #HayeHayeAliAsghar ‪‎#MirHasanMirNohay #Nohay2021 Noha | Haye Haye Ali Asghar (as) Recited By | Mir Hasan Mir Written & Composed By | Janab Mir Sajjad Mir Audio Recorded By | ODS Studio (KARACHI) Video & Editing By | TNA Production Translation | Ahmed Virani (USA) Creatives | Alamdar Raza ☆ SAR Creative |Watch More Videos| ► 2021 - 1443 | Aye Raat Fazal Lang Jaan Te De (Punjabi Noha) https://bit.ly/3fJguu1 ► 2021 - 1443 | Barbadi Jo Aa Matam (Sindhi Noha) https://bit.ly/3AvdDNt ► 2021 - 1443 | Woh Waqt Yaqeenan Ayega (Title Noha 2021) https://bit.ly/3Cy88PH ► 2021 - 1443 | Shireen Main Agaya https://bit.ly/2Xo5IDi ► 2021 - 1443 | Ya Ali (as) Adrikni https://bit.ly/3m41c7m ► 2021 - 1443 | Betay Ky Qatilon Sy https://bit.ly/3smiSMC ► 2021 - 1443 | Tou Na Aya Ghazi (as) https://bit.ly/3g7NwUP ► 2021 - 1443 | Ghar Main Aya Hai Qatil e Akbar (as) https://bit.ly/2UX7kTH ============================== Follow Us On Our Other Social Media Channels: - Facebook: https://www.facebook.com/MirHasanMir.Official Twitter: https://twitter.com/MirHasanMir110 Instagram: https://www.instagram.com/mirhasanmirofficial/ Android App: https://goo.gl/YgsjeD Sound Cloud: https://www.soundcloud.com/Mir-Hasan-Mir Official Website: https://www.MirHassanMir.com ============================== ●● NOHA LYRICS ● ● ‬ ●Haye Haye Ali Asghar Maa Ke Dulaare Ali Asghar Aankhon Ke Taare Ali Asghar Aag Lagi Hai Khaymon Main Aye Mere Pyare Ali Asghar ●Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar Haye Haye Ali Asghar ●Zalim Ne Tujhe Qabr Se, Iss Tarha Nikala Seene Pe Laga Jis Ghari, Beta Tere Naiza Laashe Ko Tere Dekh Ke, Bola Sar-e-Akbar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huwe Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Maa Ke Dulaare Ali Asghar Ankhon Ke Taare Ali Asghar ●Qatil Tera Mil Jaye Toh, Khud Poch Lun Us Se Kya Jurm Tha Chhe (6) Maah Ke, Bachhe Ka Bata De Us Ny Toh Bulaya Nahi, Maa Bhi Mujhe Keh Kar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Ab Tak Meri Aankhon Se Woh Manzar Nahi Jata Gardan Se Teri Khoon Tapak Ta Raha Beta Rumaal Bhi Bandha Na Gaya Tere Galey Par Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Jis Teer Se Naqey Ko Giraate Hain Zameen Par Woh Teer Laga Nanne Se Halqoom Pe Aa Kar Tum Khoon Ugalte Rahe, Baba Se Lipat Kar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huwe Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Tum Mar Gaye Yea Baat Woh Ab Tak Nahi Maani Zid Kar Ti Hai Bhai Ko Pilaaungi Main Paani Kooza Liye Maqtal Main Khari Hai Teri Khuwahar Haye haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar Maa Ke Dulaare Ali Asghar Aankhon Ke Taare Ali Asghar ●Majboor Thi Ghar Main Mere Pani Hi Nahi Tha Warna To Dhula De Ti Main Yea Khoon Bhara Chehra Dadi Sy Shikayat Nahi Karna Meri Jaa Kar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Maara Hai Sitamgar Ne Sakina Ko Tamacha Ghazi Ki Tarha Tum Se Bhi Dekha Nahi Jaata Band Aankhein Kiye Rote Ho Tum Noke Sina Par Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huwe Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Sar Iss Liye Nezay Se Gira Dete Ho Apna Godi Main Meri Aana Hai Shayad Tumhe Beta Lekin Hai Bandhe Haath Utha Sakti Nahi Sar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar ●Sajjad Woh Kehti Thi Chala Bhi Nahi Jaata Do-Chaar Qadam Baad Hi Gir Jaati Hoon Beta Meri Bhi Kamar Kham Hai Teri Lash Utha Kar Haye Haye Ali Asghar Maa Kehti Thi Jalte Huay Jhule Se Lipat Kar, Haye Haye Ali Asghar, Haye Haye Ali Asghar Maa Ke Dulaare Ali Asghar Aankhon Ky Taare Ali Asghar Aag Lagi Hai Khaymon Main Aye Mere Pyare Ali Asghar ************************ ●Official Announcement Mir Hasan Mir Official©: Uploading any of our audio & visual content on any website, channel and on social media without our permission is a copyright violation which is a criminal offence and penalties include fines and prohibited as these all are registered under MirRecords© Under Section Copyright Content Act. Mir Records will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues. All rights reserved with MirRecords © ●Graphics Section © Copying of all Other Social Media Graphics Work Which Included Posters , Banners , Flyers & Logo's are registered under Sar Creative © Under Section Copyright Content Act. Mir Records will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues. Noha By Mir Hasan Mir | Mir Records

Comment