MENU

Fun & Interesting

Kaha'n Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur | 28 Rajab Baragaon 2025

Azadari Baragaon 16,513 lượt xem 4 weeks ago
Video Not Working? Fix It Now

Title : Kaha'n Le Chali Maut Dulha Bana Ke
Date : 29 January 2025 / 28 Rajab 1446
Riciter : Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur
Venue : Baragaon Shahganj Jaunpur
Video : Azadari Baragaon

Team #Azadaribaragaon
Founder : Kaif Mohammadi
Qasid Abbas,Mohd Forat,Mohd Ayan,Mohd Sayan,Mohd Kashif,Ayan Haider,Fazal Abbas,Mashhad Karbalai,Azme Abbas,Mohd Nazim,Mohd Hashim
Qamar Abbas Sahab Syed Imran Abbas Sahab
Asif Mehdi-Samay Computer Institute
Ehtesham Abbas-Sarfraz Press Jaunpur

AZADARI BARAGAON is one of best record label company in India. Our aim is to provide quality product to our viewers. For more new HD videos of Hamd, Naat, Manqabat, Qasida, Majlis, Matam, Live Telecast and etc All Islamic Programme's please subscribe our official YouTube Account.

Nouha lyrics

Mere laal ko nojawani me ake
Kha le chali mot dulha bna ke
Batau kiya ab me Sugra ko Jake
Kha le chali mot dulha bna ke

1
Nazar waqt ne aisi gurbat me modi
Kaleje me barchi sitamgar ne todi
Koi arzu ma ki zinda na chodi
Ajab phool zakhmo ke tan pe khila ke
Kha le chali mot dulha bna ke

2
Jawa tha pisar paijama silne ke din the
Ye shehre ke phoolo ke khilne din the
Kha mot tujhse milne ke din the
Hina Gore haton me khoo ki racha ke
Kha le chali mot dulha bna ke

3
Badi hi murado se pala tha ma ne
Duwao ka taweez dala tha Maa ne
Gya tha to sadqa nikala tha maa ne
Nazar mere noore nazar ko laga ke
Kha le chali mot dulha bna ke

4
Taras kuch to maqtal me akbar pe khati
Wo rheta slamat mujhe mot ati
Ajal isse pehle mujhe leke jati
Zyeefi me madar ke dil ko dukha ke
Kha le chali mot dulha bna ke

5
Padar ka sahara tha ye mera yousuf
Bhara Ghar ka piyara tha ye mera yousuf
Phuphi ka dulara tha ye mera yousuf
Mere mehlaqa ko sabhi se chuda ke
Kha le chali mot dulha bna ke

6
Chalugi ab me kiska bazu pakad ke
Bhala kiski duniya basi hai ujad ke
Jiungi me Akbar se kaise bichad ke
Meri hasrato ka janaza utha ke
Kha le chali le chali mot dulha bna ke

7
Mile Dil ko kiya chain bechain maa ke
Bahate hai dil ka lahu nain ma ke
Janaze pe Akhtar hai ye bain maa ke
Bsa ka biyaba me karbola ke
Kha le chali mot dulha bna ke
Kha le chali mot dulha bna ke
Mere laal ko nojawani me ake
Kha le chali mot dulha bna ke

kaha le chali maut dulha bana ke New Noha
anjuman haidariya maniyarpur new noha
anjuman haidariya maniyarpur sultanpur
anjuman haidariya maniyarpur new noha
anjuman haidariya maniyarpur live


🔵 Follow Us On Our Social Natwork
YouTube :https://youtube.com/@AzadariBaragaon
Instagram:https://www.instagram.com/invites/contact/?i=1rpoyirz060fo&utm_content=hka24kz
Facebook:https://www.facebook.com/profile.php?id=61550224394091&mibextid=ZbWKwL
WhatsApp:https://chat.whatsapp.com/IPhXVnpSNsIBFoI8MCudL1

©️Copyright Information
From Team Azadari Baragaon, If you have used my content please add my credit otherwise our team may take action like copyright , Our team has no responsibility.

Contact [ +91 9118403937 ]

Comment