MENU

Fun & Interesting

Mir Hasan Mir | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga | New Manqabat 2019 | Arrival of Imam Mahdi Manqabat

Mir Hasan Mir 1,669,039 6 years ago
Video Not Working? Fix It Now

ll بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم ll شعبان کے پُر مسرت موقع پرخصوصی کلام برائے منتظرین ِحجت ِالزماں عجل اللہ فرجہُ، یوسف زہراؑ، اُمیدِ مظلومینِ جہاں بالخصوص شہدائے راہِ حق۔ اس کلام کا ہر مصرعہ ۔تمام منتظرینِ امام علیہ السلام کے دل کی آواز ہے۔ ان تمام مظلومینِ جہاں کے زخموں کا مرہم ہے جنہوں نے اپنے پیاروں کو راہ ِحق میں قربان کردیا ان تمام شہدا ءکی قربانیوں کی خلاصہ ہے۔ قبل ِظہور و بعدِ ظہورِ امام زمانہ عجل اللہ فرجہُ کے حالات کا عکاس ہے دُشمنانِ خدا و آل رسول علیہم السلام کے عبرتناک انجام کا تذکرہ ہے۔ پروردگار اس کاوش کو اپنی بارگاہ میں قبول فرمائے۔اور ہمیں ناصران ِامام زمانہ عجل اللہ فرجہم الشریف میں شمار فرمائے۔آمین New Manqabat 2019 | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga | Mir Hasan Mir | Imam Mahdi Manqabat | Arziyaan | Imam Mehdi | Imam Zamana Video Info :- Reciter | Mir Hasan Mir Kalam Title | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga Poetry | Payaam Azmi Additonal Stanza | Hasnain Akber Composition and Arranged | Raza Shah Translation | Hyder Sherazi Video & Editing | Zeeshan Syed Audio Master & Mixing | ODS Official Studio ( Karachi) Manqabat Cover Design By | Aun Zaidi ☆ New Manqabat Imam Mahdi (as) On the Auspicious Occasion Of 15 Shaban Amad e Mola Imam e Zamana (as), #MirHasanMir ‪‎#NewManqbat2019 #SunoBaadeZahoorKiyaHoga ‬ ============================== Follow Us On Our Other Social Media Channels :- Facebook: https://bit.ly/2G2F2vt Android App: https://goo.gl/YgsjeD Sound Cloud: https://www.soundcloud.com/Mir-Hasan-Mir Official Website: https://www.MirHassanMir.com ============================== ●● MANQABAT LYRICS ● ● Al ajal Al ajal ya sahib zaman Al aman Al aman, Jab Imam Ayengaye Haal hum sunaige ,Jab Imam Ayengaye Bam-o-dar sajaienge,Jab Imam Ayengaye Zakhm dil dhikaye ge,jab imam ainge Mehfilein jamainge,jab imam ainge Jashan hum manainge,jab imam ainge Jo mushkilein hai to mushkil khusha bhi hai koi Hazar gham hain to gham ki dawa bhi hai koi Jo qaflay mai rawan,rehnuma bhi hai koi Khuda agar hai to phir na khuda bhi hai koi Hai dard-e-dil to koi dil ka chain bhi hoga Yazeed lakhon mai koi Hussain bhi hoga Abhi to khoon kay darya bahaye jainge Abhi to zulm kay dhabe mitaye jainge Sitam garon ka parakche uthai jainge Abhi to qabar se murde uthai jainge Sawal kar chuke Zehra jawab lena hai Fidak ka Mehdi nay akar hisab lena hai Abhi bhi ishq tarapta hai qatal ghahon mai Abhi hayat hai qaidi ajal ki bahon mai Abhi andhera hai insan ki nigahon mai Abhi to qafla zindagi hai rahon mai Ali ka sher abhi sabar ki kachar mai hai Zamana apnay Mohammad kay intezar mai hai Yeh keh rahi hai gham-o-ranj ki farawani Khabar ye deti hai aql-o-kurd ki herani Bata rahi hai yeh zulm-o-sitam ki tugyani Barasne wala hai ab zulfiqar ka paani Sitam ki moat ka saaman anay wala hai Safina dhoond lo toofan anay wala hai Manadi hogi kay adl-e-khuda mubarak ho Jida rikhana-e-haq Murtaza mubarak ho Madine walon naya Mustafa mubarak ho Mera zahoor aye kherun nisa mubarak ho Tha dil pe karb-o-bala jo baar khatam hua Aye meri dadi tera intezar khatam hua Hai zaat-e-haq jo pase mojizat meri hai Shareeq qar nabuwat bhi zaat meri hai Har ik imam ki har ik baat meri hai Faqat fidak hee nahi kainat meri hai Har ik shehar yeh tehreer likhta jaonga Yeh sab hai Zehra ki jageer likhta jaonga Uthega shor saf-e-karzar se bhago Baras rahi hai ajal zulfiqar se bhago Koi kahe ga nabi kay darya say bhago Koi kahe ha nikal kar mazar say bhago Qabai zulm-o-tashadud ko pharne walay Phir agaya dar-e-khayber ukharne wala Ali ki taig hai phir be niyam bhag chalo Jaga haram mai nahi soi sham bhag chalo Ajal ko yaad hai hum sab kay naam bhag chalo Kay bhagna hee to hai apna kaam bhag chalo Aman nahi hai kahin karzar hasti mai Kichar chor kar shair agaya basti mai Sunayi de ga yeh elaan taig Haider ka Hisab lungi yameen-o-yasar se shar ka Wo sar gaya jo zara sa idhar udhar sar ka Malak bhi jaan lenge khud zimedar hai par ka Naa jibraeel mai ko bhi kuch riayat hai Zameen pay moat ko rukne ki bus ijazat hai Bhari hai aag meray dil mai be qara hoon mai Na janay kitne shaheedon ki sogwar hoon mai Naa janay kitne yateemon kay qarz dar hoon mai Kahega kon kay Haider ki zulfiqar hoon mai Ali kay laal teray naam ki duhai hai Na aaj rok mujhe akhri larai hai ***************************** ☆ ● Related Searches ● ☆ imam mahdi born imam mahdi story imam mahdi in quran arrival of imam mahdi imam mahdi in urdu Intezar - AAJ KA DIN BHI MOLA BEET GAYA ************************ Copyright prohibited ⓒ - MirRecords

Comment