Moulana Abu Shuraih Umar Farooq Madani Ko Shehri Jamait E Ahle Hadees Ballari Walon Ne Bayan Karne Ki Dawat Di. Shaik Ne Markaz E Ahle Hadees Ballari Mein Unwan " Naujawaan Kaisa Ho " Par Bayan Diya. Allah Hum Sab Ko Es Bayan Se Faida Uthane Wala Banaye, Ameen Aur Shaik Ko Es Ka Bharpur Ajr Ata Kare Ameen.#Naujawaan#Abu_Shuraih_Umar_Farooq_Madani
-----------------------------------------------------------------
00:00 - Introduction
04:22 - Umar Ke Mutaaluq Qayamat Mein Sawaal
05:40 - Zindagi Ka Maqsad Kya Hai
09:39 - Aqeede Ki Durastagi
11:06 - Fitno Se Bach Kar Rehna
15:04 - Taqdeer Par Emaan Zaroori Aur Kawarij Ka Fitna
19:37 - Rasool (Saw) Ki Teen Naseehatein
22:16 - Zimmedaari Ka Ehsaas Aisa Hota Hai : Sahaba Ki Misaal
27:31 - Shaitaan Ke Shar Se Bachna
32:18 - Zimmedaari Ka Ehsaas
36:44 - Achche Doston Ka Faida
38:34 - Islami Tehzeeb
39:29 - Islami Samaaj Teen Hisson Mein Hai