Hello Guys,
Agar aapke paas me bhi new/ naya kabuatr hai aur ako nhi pta ki kabuatr ka par kab kholna hai aur kase kholana hai jisse aapka kabuatr bhage nhi to ye video aapke liye bhut jada helpful hone vali hai ku ki is video me hmne live ek naye kabutar ka pankh kholke dikhya hai aur kya krna hota hai Kabutar ka par kholne ke baad ye sab kuch video me btaya gya hai.
#pigeonmasti
Aapko ye video pasand attaa hai kuch sikhne ko milta hai to video ko like and share kre 👍
Aapko kuch aisa jo smaj me naa aya ho yaa kuch pigeon related dikkat arha hai to comment box me share kre yaa Instagram pe DM kre hmare Instagram link niche hai 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
📷 Instagram link:- https://www.instagram.com/pigeonmasti.official/
please Subscribe to Our channel
Thanks for watching