MENU

Fun & Interesting

Saleh Amal kyun zaroori Shariyat Ka Buniyaadi Ilm By Sheikh Jalaluddin Qasmi

Quran Aur Hadees Kurnool 19,410 3 years ago
Video Not Working? Fix It Now

Shaik Jalaludeen Qasmi Ko Shehri Jamiat Ahle Hadees Zaheerabad waloon ne bayaan dene ki daawat di, Shaik ne JJ Function Hall mein unwaan "Seeerat-E-Tayyaba_Halaat-E-Hazirah Ke Tanazur Mein" par behtarein bayan diya. Allah Taala hum ko Seerat-E-Rasool(SAW) ko samajh kar ek momin ki tarah zindagi guzarne wala banaye. Aameen. Allah,Shaik ko es ilmi bayan ka bharpur badla ata kare, Ameen #Jalaluddin_Qasmi #Ahle_Hadees_Kurnool Contents of this video --------------------------- 00:00 - Introduction 04:37 - Amal Asal Hai Ya Saleh Amal 10:48 - Saleh Amal Kise Kehte Hain 23:53 - Saleh Amal Ka Faida 26:23 - Amal Ghair Saleh Ke Nuqsaanaat 31:24 - Aurat Ka Zikr Quran Mein Mard Ke Baad Kyun 37:47 - Aurat Ka Zikr Mard Se Pahle Kyun 39:39 - Saleh Amal Se Hayaat-E-Tayyaba Hasil Hota Hai 44:29 - Islam Mein Kamiyaabi Hai Aur Qayamat Ka Manzar 53:50 - Saleh Amal Asal Hai_Daleel Quran Se 56:11 - Saleh Amal Ka Faida Aakhirat Mein Kaisa 59:21 - Amal Qubool Hojaye_Asal Kamiyabi Esee Main

Comment