MENU

Fun & Interesting

Seerat e Umar Farooq RA | Episode 03 | By Sheikh Abdul Ghaffar Salafi

Abdul Ghaffar Official 49,384 4 years ago
Video Not Working? Fix It Now

Azmat e Sahaba wa Ahle Bait Series ( Episode 03 ) Topic ( Seerat e Umar Farooq RA ) سیرت عمر فاروق رضی اللہ عنہ सीरत ए उमर फारूक रजि अल्लाह नूर #AbdulGhaffarOfficial #Public_Lecture_HD_Video is Episode Me Shaikh Abdul Ghaffar Salafi Hafizahullah ne Seerat e Umar Farooq RA Ki Seerat Bayan ki hai Course Details Contact Number +918081303467 *8 Days Online Certified Islamic Course* *Azmat e Sahaba wa Ahle Bait Course* 9 to 16 August 2021 Is course me *Shaikh Abdul Ghaffar Salafi* 8 days me Azmae Sahaba wa Ahle Bait par dars denge. Duroos ke topics ye honge : 1. Azmat e Sahaba wa Ahle Bait 2. Seerat e Abu Bakar Ra 3. Seerat e Umar Farooq RA 4. Seerat e Usman Gani RA 5. Seerat e Ali bin Abi Talib RA 6. Seerat e Hasan wa Husain RA 7. Seerat e Amir Muawiya RA 8. Waqiya e karbala, ek tahqiqi jaeza Course me guftgu in sha Allahl Quran, Sunnat aur salaf ke aqwaal ki roshni me ki jaegi *Registration ka Tariqa :* Aap google pay/paytm/phone pe se +918081303467 par apni registration fees Rs. 50 jama kar den aur payment ka screen shot usi number par WhatsApp se bhej den Aap ko course me shamil kar lia jaega *Class Time :* Daily Raat 8 baje (Indian Time) course ke episode Shaikh Abdul Ghaffar Salafi ke official channel par upload kie jaenge *Exam :* Course ki roshni me 20 Sawalon ka exam 20 July 2021 ko raat 10 baje hoga in sha Allah Exam me shamil hone wale Tamam students ko merit certificate dia jaega in sha Allah #AbdulGhaffarOfficial #MaulanaJarjisAnsari

Comment