Bismillah ...Ya Ali (as) Madad
15 Shaban Manqabat 2024 | MADAD KIJIYE YA IMAM E ZAMANA | Servants of Zahra | Munajat Imam Mehdi | Imam Mehdi Manqabat
Servants of Zahra (Abbas Rai & Kumail Nanji) presents “Madad Kijiye Ya Imam e Zamana”, a classic Munajat dedicated to our Awaited Saviour, Imam Mehdi (ajtf).
──────────────────
Track Info :
Reciters:
Abbas Rai & Kumail Nanji
Audio Arrangement, Mixing & Mastering:
ODS Karachi
Video:
ZMR
Translation:
Ahmed Virani
Cover & Creatives:
Kumail Nanji
Special Thanks:
Ahmed Nasiri
Mehboob Siwjee
Mohammed Ladak
Sabir Okera
Shani Kara
Ali Amin Kermalli
+ All our amazing sponsors for their continued support of our projects
Please show your support by liking, commenting, and sharing the video with your family and friends. Also, make sure to subscribe to our channel to receive all the latest updates for our upcoming releases!
#ServantsOfZahra #MadadKijiyeYaImamEZamana #Manqabat2024 #YaMahdi
──────────────────
~ Lyrics ~
Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana
Hatah Dije Ghaybat Ka Pardah Khudarah Pardah Khudarah
1) Bari Afatay Hain Zamaney Pey Mola
Parehshaan Shiya Kahan Jayeh Mola
Pukara Tumhe Jab Huwa Dil Jo Muztar
2) Balaaon Ne Ghera Nahi Koi Saathi
Andhera Hay Har Su Udaasi Hay Chaayi
Tumhaare Qadam Se Ho Dunya Munawwar
3) Gunehgaar Hai Aur Sharminda Mola
Magar Aap Par Hi Hain Hamko Bharosa
Karo Rehbari Ab Baraaye Payambar
4) Tamana Yeh Dil Mei Bohot Kuch Hain Meri
Hai Umeed Hogi Bohot Jald Puri
Mere Haq Mei Kardije, Jo Kuch Ho Behtar
5) Hame Ilm Aur Ma’arifat Ab Ataa Ho
Sadaaqat Basirat Hidaayat Ataa Ho
Bachaalena Sarwar Hame Roze Mehshar
6) Hame Karbala Mei Ho Jaana Mayassar
Madad Kije Mola Hai Dil Ki Ye Hasrat
Zarihe Muqaddas, Se Aankhen Lagaana
──────────────────
Copyright ⓒ 2024 Servants of Zahra