Shab-e-Barat Kya Hai? | 15 Shaban Ki Haqeeqat | Shaikh Afzal Sanabili
Shab-e-Barat, jo 15 Shaban ki raat hoti hai, Islami tareekh mein ek ahem masla hai jiske bare mein log mukhtalif aqeeday rakhte hain. Kya ye raat waqai ibadat aur maghfirat ki raat hai? Kya is raat ki fazilat kisi sahih daleel se sabit hai? Ya phir yeh sirf ek riwaj hai jo logon mein mashhoor ho gaya hai?
Is video mein Shaikh Afzal Sanabili sahih daleel ki roshni mein Shab-e-Barat ki haqeeqat bayan karenge. Quran aur Sunnat ki roshni mein is masle ko samajhne ke liye is video ko zaroor dekhein aur deen ki sahih maloomat hasil karein.