Tehkal ky Masahoor Mughal Ustad ky Nayab Kabootaro ka Setup | Rangeen kabootar | Qasid kabootar. Dosto aj hum na Tehkal mein Mughal ustad ky kabootar setup ka visit kiya. Un ky pass bohot hii Nayab Qasid aur Rangeen kabootar hain. Ye Rangeen aur Kasid kabootar sub Quetta sai laty hain aur peshawar mein in par apna shoq pura karty hain. Qasid kabootaro mein Kharr, Dobazz, Billay Qasid aur Rangeen Kabootaro mein Pota band, Manachap, Shirazi, Dochap aur Kaly gandedar kabootar in ky setup par mojoud hain. Dosto season out honay ki waja sai in ky bazi waly kabootar kenchi hain, Lekin InshaAllah season mein hum ap ko in ky kabootar bazi zaror dekhaye gai. Dosto ye kabootar video ap ko zaror pasand aye gi.
#Rangeenkabootar
#Qasidkabootar
#Kabootarkasetup
#Badshahishoq
follow us on :
Facebook : https://www.facebook.com/badshahishoq
Phone # [ 0310-8340072 ]