MENU

Fun & Interesting

Urdu Ghazal || aap se milke hum kuch badal se gaye || Ziyad Hanif || Dil Ki Dunya || Sad Poetry

Dil Ki Dunya 1,512,877 2 years ago
Video Not Working? Fix It Now

Artist : Ziyad Hanif Poet : Javeed Akhter Mastering : TSD Records Production : Dil Ki Dunya All Rights Reserved to DIL KI DUNYA Lyrics : aap se milke hum kuch badal se gaye sher padhne lage, gungunane lage aap se milke hum kuch badal se gaye sher padhne lage, gungunane lage pehle mashhur thi apni sanjidgi ab to jab dekhayeh muskurane lage aap se milke hum kuch badal se gaye sher padhne lage, gungunane lage aap se milke hum kuch badal se gaye humko logo se milne ka kab shaukh tha mehfil aarai ka kab hame jhouq tha humko logo se milne ka kab shaukh tha mehfil aarai ka kab hame jhouq tha aapke waaste humne ye bhi kiya milne julne lage, aane jane lage aap se milke hum kuch badal se gaye humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan ik musawir se bhi ho gayi dosti aur ghazale bhi sunne sunane lage aap se milke hum kuch badal se gaye aapke bare mein puchh baitha koi kya kahe humse kya badhawasi huyi aapke bare mein puchh baitha koi kya kahe humse kya badhawasi huyi kehne wali jo thi baat wo na kahi baat jo thi chhupani batane lage aap se milke hum kuch badal se gaye ishq beghar kare, ishq bedar kare ishq ka sach hai koi thikana nahin ishq beghar kare, ishq bedar kare ishq ka sach hai koi thikana nahin hum jo kal tak thikane ke the aadmi aapse milke kaise thikane lage pehle mashhur thi apni sanjidgi ab to jab dekhayeh muskurane lage aap se milke hum kuch badal se gaye sher padhne lage, gungunane lage aap se milke hum kuch badal se gaye آپ سے مل کے ہم کچھ بدل سے گئے، شعر پڑھنے لگے گنگنانے لگے پہلے مشہور تھی اپنی سنجیدگی، اب تو جب دیکھئے مسکرانے لگے ہم کو لوگوں سے ملنے کا کب شوق تھا، محفل آرائی کا کب ہمیں ذوق تھا آپ کے واسطے ہم نے یہ بھی کیا، ملنے جلنے لگے، آنے جانے لگے ہم نے جب آپ کی دیکھیں دلچسپیاں، آگئیں چند ہم میں بھی تبدیلیاں اک مصور سے بھی ہوگئی دوستی، اور غزلیں بھی سننے سنانے لگے آپ کے بارے میں پوچھ بیٹھا کوئی، کیا کہیں ہم سے کیا بدحواسی ہوئی کہنے والی جو تھی بات ہو نہ سکی، بات جو تھی چھپانی، بتانے لگے عشق بے گھر کرے، عشق بے در کرے، عشق کا سچ ہے کوئی ٹھکانا نہیں ہم جو کل تک ٹھکانے کے تھے آدمی، آپ سے مل کے کیسے ٹھکانے لگے​ __Warning__ Our broadcasts are prohibited from releasing videos of any unofficial and banned religious, political or military party. Legal action will be taken if identified. __Copyright Notice__ All rights of the audio and video production is reserved for DIL KI DUNYA. Hence, it's not permissible to reuploading without our permission. However, you may share this production on Social Media Platform. __About Us__ DIL KI DUNYA working on Urdu Adab, Milli Naghma, Motivational Kalam, Short Movies and Peace sharing events. For any detail Dil Ki dunya contact us!.... [email protected] Note: If we have mistakenly uploaded any copyright material, please message us and we will take it down immediately. dil ki dunya,dil ki dunya ghazals,ghaals,urdu ghazal,ghazals,new ghazal,sad ghazal,emotional ghazals,music free ghazal,ghazal video,relaxing music,relaxing ghazal,relaxing urdu ghazal,latest ghazal,ghazal urdu,relaxing new ghazal,relaxing ghazal 2023,#viral ghazal,viral video,relaxing music sleep,relaxing ghazals,ghazals in urdu,gojal,urdu gojal,hindi ghazal,poetry,aap se milke hum kuch badal se gaye,ziyad hanif,dil ki duniya,sad poetry #viral #ghazal #dilkiduniya #shortsvideo #shortsfeed #song

Comment