#dabur vs #patanjali vs #neeri best kidney tonic aur kidney kharab hone ke lakshan@healthandayurveda
#dabur vs #patanjali vs #neeri best kidney tonic aur kidney kharab hone ke lakshan @healthandayurveda
dr sandeep sahu
kidney kharab hone ke sanket ya lakshan
kidney kharab hone ke karan
bachav ke upay aur iske liye jaruri ayurvedic dawaiya ya medicine aur parhej
and best kidney tonic
kidney khatab hone ke shuruaat me hi agar ye ayurvedic dawaye li jaye to ye kidney ko kharab hone se bacha sakti hain ya kidney ki bimari ki gati ko dhima kr sakti hai
atah ye profilectic treatment hai aur agar bimari shuruaati daur me ho to curetive bhi hai
lekin agar ek baar agar dono kidney puri tarah se kharab ho jaye to kewal dialysis ya kidney transplant hi u pay bachata hai isliye savdhan aur sajag rahkar apne kidney ka khayal rakhe
aur bich bich me apne chikitsak se paramarsh lete rahe koi bhi dawa bina doctor ke salah ke na le
#neeri
#punarnavarishta
#bestkidneytonic
#bestkidneysyrup
#vrikkadoshharvati